Amitabh Bachchan, The ultimate
"Angry young man" of India. His Movies and songs are such great moral
for our youngsters. Amitabh Bachchan was born in Allahabad, His Father was a
poet named Harivansh Rai Bachchan(1907 - 2003) who had written the famous book
"Madhushala", His mother name was Teji Bachchan(1914 - 2007).
Amitabh Bachchan was pretty tall, his voice was pretty weird
that's why many directors rejected him, His first film was Saat
hindustani(1969) which was a big flop. He worked Rajesh Khanna in Anand(1971)
and Namak Haram(1973), he received film fare as best supporting role for both
films, he got great support from Jaya Bahaduri after that he got a role as hero
for Zanjeer(1973) which was super hit film, He married with Jaya Bahaduri in
1973.
He keep giving hit movies like Roti Kapada Aur Makaan(1974),
Majboor(1974), Deewar(1975), Sholay(1976), Hera Pheri(1976), Kabhi Kabhi(1976),
Amar Akbar Anthony(1977), Don(1978), Trishul(1978), Shaan(1980), Lawaris(1981),
Namak Halaal(1982), Khuddar(1982), Satte pe Satta(1982), Andhaa Kanoon(1983),
Coolie(1983) Sharaabi(1984), Ganga Jamunaa Saraswathi(1988), Shahenshaa(1988),
Agneepath(1990). Some of his unnoticed films are like Parvarish(1977), Ram
Balram(1980), Shakti(1982), Toofan(1989).
Agneepath(1990) was his last best film as hero, after that he
acted in some more films as hero but they were denied by many viewers because
his look was too old, Like Hum(1991), Ajooba(1991), Bade Miyaan Chhotte
Miyaan(1998), Lal badshah(1999), Suryavansham(1999). After that he also started
doing roles of an old person or fathers role, Some of his movies are
Mohbattein(2000), Hum kisi se kam nahi(2002) Kaante(2002), Baghbaan(2003),
Khaakee(2004), Black(2005), Waqt(2005)
He is still acting in movies his new movies are Baabul(2006),
Jhoom barabar jhoom(2007), Chini Kum(2007), Bhoothnath(2008).
Amitabh Bachchan is considered as the most success full actor of
Indian Cinema
Trivia.
DOB:- 11th October 1942.
Height:- 6 foot 3 inches.
Relations:- He is Husband of Jaya Bahaduri, Father of Abhishek
Bachchan and Father in law of Aishwarya Rai Bachchan.
Album name:- Yaarana (1983)
Singer :- Kishore Kumar.
Performer:- Amitabh Bachchan.
Singer :- Kishore Kumar.
Performer:- Amitabh Bachchan.
Chookar Mere Man Ko
Chookar mere man ko
Kiya tuney kya ishara
Kiya tuney kya ishara
Chookar mere man ko
Kiya tuney kya ishara
Badla yeh mausam
Lagey pyara jag saara
Kiya tuney kya ishara
Badla yeh mausam
Lagey pyara jag saara
Chookar mere man ko
Kiya tuney kya ishara
Badla yeh mausam
Lagey pyara jag saara
Chookar mere man ko
Kiya tuney kya ishara
Kiya tuney kya ishara
Badla yeh mausam
Lagey pyara jag saara
Chookar mere man ko
Kiya tuney kya ishara
Tu jo kahe jeevan bhar
Tere liye main gaaoon
Tere liye main gaaoon
Geet tere bolon pe
Tere liye main gaaoon
Tere liye main gaaoon
Geet tere bolon pe
Likhta chala jaaoon
Likhta chala jaaoon
Mere geeton mein
Tujhe dhoonde jag saara
Likhta chala jaaoon
Mere geeton mein
Tujhe dhoonde jag saara
Chookar mere man ko
Kiya tuney kya ishara
Badla yeh mausam
Lagey pyara jag saara
Chookar mere man ko
Kiya tuney kya ishara
Kiya tuney kya ishara
Badla yeh mausam
Lagey pyara jag saara
Chookar mere man ko
Kiya tuney kya ishara
Aaja tera aanchal yeh
Pyaar se main bhar doon
Pyaar se main bhar doon
Khushiyan jahan bhar ki
Pyaar se main bhar doon
Pyaar se main bhar doon
Khushiyan jahan bhar ki
Tujhko nazar kar doon
Tujhko nazar kar doon
Tu hi mera jeevan
Tu hi jeene ka sahara
Tujhko nazar kar doon
Tu hi mera jeevan
Tu hi jeene ka sahara
Chookar mere man ko
Kiya tuney kya ishara
Badla yeh mausam
Lagey pyara jag saara
Chookar mere man ko
Kiya tuney kya ishara
Kiya tuney kya ishara
Badla yeh mausam
Lagey pyara jag saara
Chookar mere man ko
Kiya tuney kya ishara
Album name:- Don (1978)
Singer :- Kishore Kumar.
Performer:- Amitabh Bachchan.
Singer :- Kishore Kumar.
Performer:- Amitabh Bachchan.
Khaike Paan Banaras Waala
Arrey bhang ka rang jamaa ho chakaa chak
Phir lo paan chabaay
Arey aisa jhatka, lage jiya pe
Punar janam hoi jaay
Phir lo paan chabaay
Arey aisa jhatka, lage jiya pe
Punar janam hoi jaay
O khaike paan Banaras wala
O khaike paan Banaras wala
Khul jaaye band akal kaa taala
O khaike paan Banaras wala
Khul jaaye band akal kaa taala
O khaike paan Banaras wala
Khul jaaye band akal kaa taala
O khaike paan Banaras wala
Khul jaaye band akal kaa taala
Phir to aisa kare kamaal
Seedhi kar de sabki chaal
O chora Ganga kinare wala
O chora Ganga kinare wala
Seedhi kar de sabki chaal
O chora Ganga kinare wala
O chora Ganga kinare wala
O khaike paan Banaras wala
Khul jaaye band akal kaa taala
Khul jaaye band akal kaa taala
Arey raam duhaai
Kaise chakkar mein pad gaya hai, hai, hai
Kahaan taang fasaai
Main to sooli pe chadh gaya hai, hai
Kaise chakkar mein pad gaya hai, hai, hai
Kahaan taang fasaai
Main to sooli pe chadh gaya hai, hai
Kaisa seedha saadha
Main kaisa bhola bhala haan, haan
Arey, kaisa seedha seedha
Main kaisa bhola bhala
Jaane kaun ghadi mein
Pad gaya padhe likhon se paala
Main kaisa bhola bhala haan, haan
Arey, kaisa seedha seedha
Main kaisa bhola bhala
Jaane kaun ghadi mein
Pad gaya padhe likhon se paala
Meethi churi se
Meethi churi se hua halaal
Chora ganga kinare wala
O chora ganga kinare wala
Meethi churi se hua halaal
Chora ganga kinare wala
O chora ganga kinare wala
O khaike paan Banaras wala
Khul jaaye band akal kaa taala
Khul jaaye band akal kaa taala
Ek kanyaa kunwaari
Hamari soorat pe mar gayi hai, hai, hai
Ek meethi katari
Hamare dil mein utar gayi hai, hai
Hamari soorat pe mar gayi hai, hai, hai
Ek meethi katari
Hamare dil mein utar gayi hai, hai
Kaisi gori, gori o teekhi
Teekhi chhori, waah, waah
Arrey, kaisi gori
Gori woh theekhi theeki chhori
Teekhi chhori, waah, waah
Arrey, kaisi gori
Gori woh theekhi theeki chhori
Karke jora jori
Kar gayi hamare dil ki chori
Kar gayi hamare dil ki chori
Mili chori to
Mili chori to hua nihaal
Chora Ganga kinare wala
O chora Ganga kinare wala
Mili chori to hua nihaal
Chora Ganga kinare wala
O chora Ganga kinare wala
O khaike paan Banaras wala
Khul jaaye band akal kaa taala
O khaike paan Banaras wala
Khul jaaye band akal kaa taala
Khul jaaye band akal kaa taala
O khaike paan Banaras wala
Khul jaaye band akal kaa taala
Phir to aisa kare kamaal
Seedhi kar de sabki chaal
O chora Ganga kinaare wala
O chora Ganga kinaare wala
O chora Ganga kinaare wala
Seedhi kar de sabki chaal
O chora Ganga kinaare wala
O chora Ganga kinaare wala
O chora Ganga kinaare wala
Album: Kabhi Kabhi (1976)
Singer : Mukesh
Performer : Amitabh Bachchan
Singer : Mukesh
Performer : Amitabh Bachchan
Kabhi kabhi mere dil mein
khayal aata hai
Kabhi kabhi mere dil mein khayal aata hai
Ke jaise tujhko banaya gaya hai mere liye
Ke jaise tujhko banaya gaya hai mere liye
Kabhi kabhi mere dil mein khayal aata hai
Ke jaise tujhko banaya gaya hai mere liye
Ke jaise tujhko banaya gaya hai mere liye
Tu ab se pehle sitaron mein
bas rahi thi kahin
Tu ab se pehle sitaaron mein bas rahi thi kahin
Tujhe zameen pe bulaya gaya hai mere liye
Tujhe zameen pe bulaya gaya hai mere liye
Tu ab se pehle sitaaron mein bas rahi thi kahin
Tujhe zameen pe bulaya gaya hai mere liye
Tujhe zameen pe bulaya gaya hai mere liye
Kabhi kabhi mere dil mein
khayal aata hai
Ke yeh badan yeh nigahe meri amanat hain
Ke yeh badan yeh nigahe meri amanat hain
Ke yeh badan yeh nigahe meri amanat hain
Ke yeh badan yeh nigahe meri amanat hain
Yeh kesuon ki ghani chaon
hain meri khatir
Yeh honth aur yeh bahein meri amanat hain
Yeh honth aur yeh bahein meri amanat hain
Yeh honth aur yeh bahein meri amanat hain
Yeh honth aur yeh bahein meri amanat hain
Kabhi kabhi mere dil mein
khayal aata hai
Ke jaise bajti hain shehnaiyan si rahon mein
Ke jaise bajti hain shehnaiyan si rahon mein
Ke jaise bajti hain shehnaiyan si rahon mein
Ke jaise bajti hain shehnaiyan si rahon mein
Suhaag raat hain ghoonghat
utha raha hoon main
Suhaag raat hain ghoonghat utha raha hoon main
Simat rahi hai tu sharma ke apni baahon mein
Simat rahi hai tu sharma ke apni baahon mein
Suhaag raat hain ghoonghat utha raha hoon main
Simat rahi hai tu sharma ke apni baahon mein
Simat rahi hai tu sharma ke apni baahon mein
Kabhi kabhi mere dil mein
khayal aata hai
Ki jaise tu mujhe chahegi umr bhar yun hi
Uthegi meri taraf pyar ki nazar yun hi
Ki jaise tu mujhe chahegi umr bhar yun hi
Uthegi meri taraf pyar ki nazar yun hi
Main janta hoon ki tu gair
hai magar yun hi
Main janta hoon ki tu gair hai magar yun hi
Kabhi kabhi mere dil mein khayal aata hai
Kabhi kabhi mere dil mein khayal aata hai
Main janta hoon ki tu gair hai magar yun hi
Kabhi kabhi mere dil mein khayal aata hai
Kabhi kabhi mere dil mein khayal aata hai
No comments:
Post a Comment